Friends, Whatsapp Kya Hai, Mujhe Ye Aapko Batane ki koi jarurat nhi, Ham Sabhi Jaante Hai, Ki Whatsapp Ek Most Popular Messenging App Hai, Jiski Help Se Aap Free Messages, Calls Kar Sakte Hain.But Aajke Es Post Me Ham Jaanenge Ki Whatsapp Plus Kya Hai, Yah Whatsapp Se Kitna Alag Hai, Aur Ese Kaise Download Kiya Ja Sakta Hai. Sabse Pahle Jaante Hai Ki Whatsapp Plus Kya Hai.
# Whatsapp Plus Kya Hai

Agar Aapka Bhi Jyada Time WhatsApp Par bitta Hai, To Aapne WhatsApp Plus Ka Naam Jarur Suna Hoga. WhatsApp Plus, WhatsApp Ki Tarah Hi Ek Android App hai, Jisme WhatsApp Se Jyada Features Hai, Yah Ek Unofficial WhatsApp App hai Jise XDA Ke Senior Member Ne Banaya hai. Ese Aap WhatsApp Ka Modded Ya New Avatar Bhi Kah Sakte Hain.
# WhatsApp Plus Me Kya Features Hai, Aur Yah WhatsApp Se Kitna Alag Hai.
WhatsApp Plus Me WhatsApp Se Jyada Features Hain. Aur Esliye Yah Etna Popular Hai. Kuch Behtrin Features Jo Maine Note Kiya Wo hai –
● Aap WhatsApp Ul Ko Customize Kar Sakte hain, Eske Themes Change Kar Sakte Hain. Esme Aap Header Size, Popup Notifications, Widget, Conversation (Chatting) Screen Me Changes kar Sakte Hain.
● Whatsapp Plus Me Aap Jyada Badi Size Ke File Ko Send Kar Sakte Hain.
● Sabse Awesome Feature Hai, Aap WhatsApp Plus Me Kaun Online Hai Aur kaun Offline Yah Bas Ek Click Se dekh Sakte hai.Eske Liye Aap WhatsApp Plus Me GB Setting Par Jaye Aur Open Log Par tap Karen.
● WhatsApp Plus Me Aap Apna Online Status Bhi Change Kar Sakte Hain, Yani Agar Aap Online bhi Honge, Fir Bhi Kisi Ko Pata Nhi Chalega.
Friends, WhatsApp Plus Me Aur Bhi Kai Features Hai, Jise Aap Install Karke Dekh Sakte Hain.
# WhatsApp Plus Kaise Download Kare
Agar Aap WhatsApp Plus Download Karna Chahte Hain, To Aapko Eske Liye Google Search Krne Ke Jarurat Nhi, Kyuki 90 % Sites Par Fake Whatsapp Plus hai, Aur Esko Use Karna Aapke liye Safe Nhi Hoga. Esliye Mai Aapko Yahan Official WhatsApp Plus Ka Download Link Dunga. To Aayiye Jaante Hai, WhatsApp Plus Kaise Download Install Kare.
● Sabse Pahle Apne Purane Wale Whatsapp Ka Backup Le, Backup Lene Ke Liye Whatsapp Me Setting Par Jaye, Yahan Chats And Call Par Tap Kare. Yahan backup Ka Option Dikhega, Us Par Click Karke Whatsapp Ka backup Le. Backup Lene Ke Baad Whatsapp Ko Uninstall Kare.
● Ab Yahan Se WhatsApp Plus Download Kare. (Direct Link) ( Link 2)
● Ab Jaise Aap WhatsApp Load karte Hai, Waise Hi Ese Bhi Load kare.
Congo Ab Aap WhatsApp Ke Advance User ban Gye hain.
Note : WhatsApp Plus, WhatsApp Ka Official App Nhi Hai. Yah Ek Whatsapp Ka Modded Apk Hai, Jise XDA Ne Banaya Hai.
Leave a Reply